Yeh Fauj Hai
- yeh fauj hai
- (tamaam mulk is kay raub main gum hai)
- yeh kaya aayee
- (keh pphir to mustaqil khizaan ka mausam hai)

- yeh dost hai, dushman hai, ghaddaar hai, kaya hai yeh
- kaya hai yeh

- kisee ki nahin suntee
- kisee ki nahin maantee
- magar tassalliyaan
- har dam hai daitee
- yeh aatee hai jaisay
- kisee ki azaan say
- farishton ki thaan say
- jannatti jahaan say
- jannatti jahaan say
- hayay
y
y
y
- yeh fauj hai
- (tamaam mulk is kay raub main gum hai)
- yeh kaya aayee
- (keh pphir to mustaqil khizaan ka mausam hai)
- yeh khaimay lapaytay
- aslahah utthaayay
- chali aati hai
- badmaashi dikhhaayay
- bahut shauq say yeh
- amreeka hai jaati
- karti hai woh baat
- jo usay hai bhaati
- usay hai bhaati
- (jaanay kiss tarah hai yeh bahaadur)
- (keh mulk aadhay say kam reh gayaa)
- (hayay hayay)

|
 |