Cheap Web Hosting | Free Web Hosting | Dedicated Servers | Windows Hosting | Free Web Space | Trade Show Displays | GoDaddy Coupon Codes | FrontPage Hosting | Business Hosting
cheap web hosting
Search the Web

Site Logo Site Slogan
Original Song: Mehendi
Original Singer: Hadiqa Kiyani
Parody: Pulos
Parody Author: Syed Zeeshan Haider


Pulos

  1. pulos hai aaj tayray saat
  2. cchitar parain gay saari raat

  3. pulos hai aaj tayray saat
  4. cchitar parain gay saari raat

  5. dabaa kay rakkho tum jazbaat
  6. ghar nahin yeh hawalaat

  7. tujh ko thaanah pulos ka bhaayay
  8. aur pulos bhee yeh gun gaayay

  9. tujh ko thaanah pulos ka bhaayay
  10. aur pulos bhee yeh gun gaayay

  11. aayay choriyon ki baraat
  12. lay kay cchaapon ki barsaat
  13. pulos hai aaj tayray saat
  14. cchitar parain gay saari raat

  15. cchitar S.H.O. ka kkhankay
  16. kkholay bhaid yeh tayray mankay

  17. cchitar S.H.O. ka kkhankay
  18. kkholay bhaid yeh tayray mankay

  19. chahay karo nah koyee baat
  20. uglo gay saaray tum haalaat

  21. pulos hai aaj tayray saat
  22. cchitar parain gay saari raat

  23. tujh ko kursi peh woh bitthayay
  24. tayray sar peh balb jalaayay
  25. ru’ob too us ka seheh nah paayay
  26. jagraatay ki kkhaa kay maar

  27. chehray kay tootay tayray ttheekar
  28. bolay S.P. thori pee kar

  29. chehray kay tootay tayray ttheekar
  30. bolay S.P. thori pee kar

  31. sohnayaa maan lay mayri baat
  32. warnah doon ga rakkh kay laat

  33. pulos hai aaj tayray saat
  34. cchitar parain gay saari raat

  35. pulos hai aaj tayray saat
  36. cchitar parain gay saari raat

  37. dabaa kay rakkho tum jazbaat
  38. ghar nahin yeh hawalaat

  39. pulos hai aaj
  40. cchitar parain gay
  41. pulos hai aaj
  42. cchitar parain gay
  43. pulos hai aaj
Pulos: Police