Laut Aao
- mayn to zinda hoon teri yaadon kay sahaaray
- too jo nahin dil mayra yeh pukaaray
- too nay kia mayray dil kay saath jaan-e-man yeh kaysa dhoka bataa
naa
- tayray bin royay mayra dil bay-chaarah
- kahaan say dhoondoon abb nayaa koee sahaara
- zakham lagay mayray dil pay too khushian manaa
- Too bahut buraa hai jaanaan
- jawaab day zaraa mujhay to yeh zamaanah
- haal to mayra beeta bahut aashiqaanah
- kya hooa hai yeh kiyoon lagta hai
- waqt hooa hai kiyoon anjaana
- (mujhay yoon nah rulaao)
- (mujhay yoon nah sataao)
- (mujhay yoon nah tarpaao)
- (ho)
- (laut aao)
- (laut aao)
- sehraa main bhatka mayn baigaanah
- umeed ka nahin koee yahaan tthikaanah
- kahaan peh dhoondoon tujh ko
- batlaayay koee mujh ko jaan-e-jaanaan
- guzaara tayray sath jo bhi waqt mayn nay
- khari hain hamaaray beech waqt ki chataanayn
- kaisay lautay ga woh zaraa zamaana
- too hi bataa jaan-e-jaanaan
- (mujhay yoon nah rulaao)
- (mujhay yoon nah sataao)
- (mujhay yoon nah tarpaao)
- (ho)
- (laut aao)
- (laut aao)
- kaun sunay ga dil ki sadaa
- kaun banay ga is marz ki dawaa
- aur kaun banay ga mayra apna
- bas tujh say hai poocchnaa
- waqt nay dia jo bhi dhooka
- dushman bhi nah dayta ho ga
- kaash guzra waqt waapas aata
- mayn tujh ko phir samjhaata
- too mayri jaan ka hissah hai
- mayri aankhon ka too taaraa hai
- mayra dil bas yeh tumhaara hai
- mayray khwaabon ka nazaara hai
- (mujhay yoon nah rulaao)
- (mujhay yoon nah sataao)
- (mujhay yoon nah tarpaao)
- (ho)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- (laut aao)
- sehraa cchaanay hain mayn nay sadiyon say
- dhoonda hai tujh ko in galiyon main
- sehraa cchaanay hain mayn nay sadiyon say
- dhoonda hai tujh ko in galiyon main
- (mujhay yoon nah rulaao)
- (mujhay yoon nah sataao)
- (mujhay yoon nah tarpaao)
- (ho)
- (laut aao)
- (laut aao)
|
 |