Cheap Web Hosting | Free Web Hosting | Dedicated Servers | Windows Hosting | Free Web Space | Trade Show Displays | GoDaddy Coupon Codes | FrontPage Hosting | Business Hosting
cheap web hosting
Search the Web

Site Logo Site Slogan

Dil Mange Mange

  1. dil mange dil mange mange
  2. aysay baandhain payaar kay dhaagay
  3. aik hain pakistani saaray
  4. mil jul kar ham jaayain aagay

  5. dil mange dil mange mange
  6. aysay baandhain payaar kay dhaagay
  7. aik hain pakistani saaray
  8. mil jul kar ham jaayain aagay

  9. (dil mange)
  10. (dil mange)
  11. (dil mange mange)
  12. (mange)
  13. (aysay)
  14. (aysay)
  15. (baandhain)
  16. (payaar kay dhaagay)
  17. (dhaagay)

  18. haq-talafi ka sab ko gilah hai
  19. kayaa mehnat ka yehaan sillah hai
  20. zulm, jabar, ghurbat, aflaas
  21. maayoosi hai chaaron paas
  22. haq-talafi ka sab ko gilah hai
  23. kayaa mehnat ka yehaan sillah hai
  24. zulm, jabar, ghurbat, aflaas
  25. maayoosi hai chaaron paas
  26. kayaa jeena ghairon kay sahaaray
  27. qaum ki ghairat ko lalkaaray
  28. badlay ghareebi, badlay daur
  29. dil mange dil mange aur

  30. dil mange dil mange mange
  31. aysay baandhain payaar kay dhaagay
  32. aik hain pakistani saaray
  33. mil jul kar ham jaayain aagay

  34. dil mange dil mange mange
  35. aysay baandhain payaar kay dhaagay
  36. aik hain pakistani saaray
  37. mil jul kar ham jaayain aagay

  38. (dil mange)
  39. (dil mange)
  40. (dil mange mange)
  41. (mange)
  42. (aysay)
  43. (aysay)
  44. (baandhain)
  45. (payaar kay dhaagay)
  46. (dhaagay)
  47. (aik say hain)
  48. (aik say hain)
  49. (pakistani saaray)
  50. (pakistani saaray)
  51. (mil jul kay)
  52. (mil jul kay)
  53. (ham jaayain aagay)
  54. (ham jaayain aagay)

  55. mushkil waqt bhi kaatna ho ga
  56. dukkh auron ka baantna ho ga
  57. kitnay dinon ka hai yeh andhayra
  58. aakhir ho kay rahay ga sawayra
  59. mushkil waqt bhi kaatna ho ga
  60. dukkh auron ka baantna ho ga
  61. kitnay dinon ka hai yeh andhayra
  62. aakhir ho kay rahay ga sawayra
  63. mil jul kar jab saath chalain gay
  64. apnon main ham aap dhalain gay
  65. khushiyon ka aayay ga daur
  66. dil mange dil mange aur

  67. dil mange dil mange mange
  68. aysay baandhain payaar kay dhaagay
  69. aik hain pakistani saaray
  70. mil jul kar ham jaayain aagay

  71. (dil mange)
  72. (dil mange)
  73. (dil mange mange)
  74. (mange)
  75. (aysay)
  76. (aysay)
  77. (baandhain)
  78. (payaar kay dhaagay)
  79. (dhaagay)
  80. (aik say hain)
  81. (aik say hain)
  82. (pakistani saaray)
  83. (pakistani saaray)
  84. (mil jul kay)
  85. (mil jul kay)
  86. (ham jaayain aagay)
  87. (ham jaayain aagay)
Dil Mange Mange: Heart Asks Asks