Cheap Web Hosting | Free Web Hosting | Dedicated Servers | Windows Hosting | Free Web Space | Trade Show Displays | GoDaddy Coupon Codes | FrontPage Hosting | Business Hosting
cheap web hosting
Search the Web

Site Logo Site Slogan
Original Song: Dil Mange Mange
Original Singer: Junaid Jamshed
Parody: Dil Kya Mange
Parody Author: Syed Zeeshan Haider


Dil Kya Mange

  1. dil mange dil mange mange
  2. lay kar paisah jo bhee bhaagay
  3. lootnay waalay aisay saaray
  4. mil jul kay sab mulk khaa gayay

  5. dil mange dil mange mange
  6. lay kar paisah jo bhee bhaagay
  7. lootnay waalay aisay saaray
  8. mil jul kay sab mulk khaa gayay

  9. (dil mange)
  10. (dil mange)
  11. (dil mange mange)
  12. (mange)
  13. (lay kar)
  14. (lay kar)
  15. (paisah)
  16. (jo bhee bhaagay)
  17. (bhaagay)

  18. haq-talafi ka us ko gilaa hai
  19. jis ko sab say zayaadah mila hai
  20. zulm, jabar, ghadar, aflaas
  21. chaaron hain fauj kay paas
  22. haq-talafi ka us ko gilaa hai
  23. jis ko sab say zayaadah mila hai
  24. zulm, jabar, ghadar, aflaas
  25. chaaron hain fauj kay paas
  26. ham jeetay hain us kay sahaaray
  27. jo qaum ki ghairat ko lalkaaray
  28. wahee ghareebi, wahee daur
  29. dil mange dil mange chaur

  30. dil mange dil mange mange
  31. lay kar paisah jo bhee bhaagay
  32. lootnay waalay aisay saaray
  33. mil jul kay sab mulk khaa gayay

  34. dil mange dil mange mange
  35. lay kar paisah jo bhee bhaagay
  36. lootnay waalay aisay saaray
  37. mil jul kay sab mulk khaa gayay

  38. (dil mange)
  39. (dil mange)
  40. (dil mange mange)
  41. (mange)
  42. (lay kar)
  43. (lay kar)
  44. (paisah)
  45. (jo bhee bhaagay)
  46. (bhaagay)
  47. (lootnay waalay)
  48. (lootnay waalay)
  49. (aysay saaray)
  50. (aysay saaray)
  51. (mil jul kay)
  52. (mil jul kay)
  53. (sab mulk khaa gayay)
  54. (sab mulk khaa gayay)

  55. mushkil waqt hi kaatna ho ga
  56. mulk auron ko baantna ho ga
  57. bahut dinon ka hai yeh andhayra
  58. mushkil say ho ga ab sawayra
  59. mushkil waqt hi kaatna ho ga
  60. mulk auron ko baantna ho ga
  61. bahut dinon ka hai yeh andhayra
  62. mushkil say ho ga ab sawayra
  63. uhdon par sab fauji chalain gay
  64. awaam afsurdah haath malain gay
  65. garift ka kab aayay ga daur
  66. dil mange dil mange chaur

  67. dil mange dil mange mange
  68. lay kar paisah jo bhee bhaagay
  69. lootnay waalay aisay saaray
  70. mil jul kay sab mulk khaa gayay

  71. (dil mange)
  72. (dil mange)
  73. (dil mange mange)
  74. (mange)
  75. (aysay)
  76. (aysay)
  77. (baandhain)
  78. (payaar kay dhaagay)
  79. (dhaagay)
  80. (aik say hain)
  81. (aik say hain)
  82. (pakistani saaray)
  83. (pakistani saaray)
  84. (mil jul kay)
  85. (mil jul kay)
  86. (ham jaayain aagay)
  87. (ham jaayain aagay)
Dil Kya Mange: Heart Asks What